Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Me Paise Bina Kaise Ham Jiyenge
|
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi | R D Burman | Moushumi Chatterjee, Dharmendra | |||
Phande Baaz (1978) | Anand Bakshi | ||||||
phul shahra me to khilta nahi
muft me to jahar bhi milta nahi
duniya me paise bina kaise hum jiyenge
jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge
jee na sakenge to bhi gam nahi
ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi
o duniya me paise bina kaise hum jiyenge
jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge
jee na sakenge to bhi gam nahi
ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi
laila se majnu ko jo pyar tha
majnu kya koi sahukar tha
heer ki julf ka seer tha
ranjha kya itna ameer tha
jaise vo jiye piya hum bhi jiyenge
duniya me paise bina kaise hum jiyenge
jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge
jee na sakenge to bhi gam nahi
ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi
ye sach hai mai bhi nadan tha
mere dil me ye arman tha
sone chandi me tujhe tol du
ab lekin dil ki baat bol du
aise hum karenge pyar aise hum jiyenge
duniya me paise bina kaise hum jiyenge
jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge
jee na sakenge to bhi gam nahi
ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi
ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi