Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Me Gareebo Ko
|
Shamshad Begum | Ghulam Haider | ||||
Zamindar (1942) | Behzad Lakhnavi, Qamar Jalalabadi, | ||||||
duniya me garibo ko
duniya me garibo ko aaram nahi milta
aaram nahi milta
rote hai to hasne ka
rote hai to hasne ka
paigam nahi milta
paigam nahi milta
gurbat ki kahani hai aankho ki jubani hai
gurbat ki kahani hai aankho ki jubani hai
aagaj ka karate hai
aagaj ka karate hai
anjam nahi milta
anjam nahi milta
duniya me garibo ko aaram nahi milta
aaram nahi milta
sau jaam garibi ke kismat ne pilaye hai
sau jaam garibi ke kismat ne pilaye hai
jis jaam me rahat hai
jis jaam me rahat hai
vo jaam nahi milta
vo jaam nahi milta
duniya me garibo ko aaram nahi milta
aaram nahi milta
jo koi bhi aata hai thokar hi lagata hai
jo koi bhi aata hai thokar hi lagata hai
marke bhi garibo ko
marke bhi garibo ko
aaram nahi milta
aaram nahi milta
duniya me garibo ko aaram nahi milta
aaram nahi milta