Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Ki Bhi Sun Lo
|
Shamshad Begum | Gulshan Sufi | ||||
Saathi (1946) | Wali Sahab | ||||||
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho
tumne to basaya mere jiwan ka shiwala
tumne to basaya mere jiwan ka shiwala
kismat ne magar chhin liya un ka ujala
mitati hui aashao ki ab jaan tumhi ho
mitati hui aashao ki ab jaan tumhi ho
bhagwan tumhi ho
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho
hai rat andheri na kahi khud ko dubo le
hai rat andheri na kahi khud ko dubo le
tufan me khati hai meri naav jhikole
tufan me khati hai meri naav jhikole
ab jis ke sahare hun wo arman tumhi ho
ab jis ke sahare hun wo arman tumhi ho
bhagwan tumhi ho
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho
tuta sa dil aankho me liye
haye tuta sa sil aankho me liye
gam ki udasi apno ki bhi thukarai hui
aai hai dasi aai hai dasi
gam ki udasi apno ki bhi thukarai hui
aai hai dasi aai hai dasi
kar de meri muskil ko jawasan tumhi ho
bhagwan tumhi ho
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho