Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Ke Logo Lo Himmat Se Kaam
|
Manna Dey | Sachin Dev Burman | ||||
Mashaal (1950) | Kavi Pradeep | ||||||
duniya ke logo o duniya ke logo
duniya ke logo lo himmat se kaam
sabki fikar rakhne wala hai raam
duniya ke logo o duniya ke logo duniya ke logo
prabhu ne banaye hai ham sabke vaste
ham sabke vaste
is sansar ke tede mede raste
tede mede raste
chale chalo ai pardesi musafiro
dhire dhire aasate aasate
dhire dhire aasate aasate
ladna hai tujhe jivan sangram
sabki fikar rakhne wala hai raam
duniya ke logo o duniya ke logo duniya ke logo
chote chote khatro se darte kyu ho
ghadi ghadi aahe barte kyu ho
chote chote khatro se darte kyu ho
ghadi ghadi aahe barte kyu ho
sabko milte yaha khushi aur gam
khushi aur gham
kisi ko jyada babu kisi ko kam o kisi ko kam
malik jo de tumko pee lo vo jham
duniya ke logo lo himmat se kaam
sabki fikar rakhne wala hai raam
duniya ke logo o duniya ke logo duniya ke logo
bach bach ke chalna aur pag pag pe ladna
aise jine se behtar hai marna
behtar hai marna
aji behtar hai marna
feko patwar aur langar ko tod do
apni nauka ko aaj tat par hi chhod de
sagar me kudh pado lekar hari naam
duniya ke logo lo himmat se kaam
sabki fikar rakhne wala hai raam
duniya ke logo o duniya ke logo o duniya ke logo
duniya ke logo o duniya ke logo o duniya ke logo
duniya ke logo o duniya ke logo o duniya ke logo