Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Ke Anyayon
|
Lata Mangeshkar | Chitragupt | ||||
Balyogi Upamanyu (1958) | Bharat Vyas | ||||||
duniya ke anyayon
duniya ke anyayon
anyay ki hoti khair nahi
bhagwan ke ghar ka nayay atal
waha der magar andher nahi
duniya ke anyayon
sati ke sat me tej chhupa hai aag ka
chhin sake na sukh koi mere bhaag ke
sati ke sat me tej chhupa hai aag ka
chhin sake na sukh koi mere bhaag ke
aandhi ho barsat ho ya tufan ho
bujh na sakega dipak mere suhag ka
sach ki hogi
sach ki hogi jeet sada
jisme hai jara bhi fer nahi
bhagwan ke ghar ka nayay atal
waha der magar andher nahi
duniya ke anyayon
jisko sincha bhakti ki jal dhar se
jisko pala aatma ke pyar se
jisko sincha bhakti ki jal dhar se
jisko pala aatma ki pyar se
failti rahti dharm ki bel wo
kat nahi sakti kabhi talvaar se
din dayalu din dayalu
apne in bhakto ki taale ter nahi
bhagwan ke ghar ka nayay atal
waha der magar andher nahi
duniya ke anyayon
anyay ki hoti khair nahi
bhagwan ke ghar ka nayay atal
waha der magar andher nahi
duniya ke anyayon