Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Kaa Mandir Chhod Ke
|
Asha Bhosle | Hemant Kumar | ||||
Bhagawat Mahima (1955) | Madhur | ||||||
duniyan ka mandir chhod ke chale gaye bhagvan

isi se rota hai insan koun aansu ponchhe
aaj pujari aur thaku ki rahi nahi pahchan
isi se rota hai insan koun aansu ponchhe
tute dil roude jate hai duniyan ke khelo mein
hami khilouna bnkar bikte kismat ke melo mein
in kismat ke melo mein
khun pasina bahe kisi ka bane koi dhanvan
isi se rota hai insan koun aansu ponchhe
duniyan ka mandir chhod ke chale gaye bhagvan
isi se rota hai insan koun aansu ponchhe
aisi kismat ko kya karna jo kismat ho aisi
hay bnane vale ne takdir bigadi kiasi
takdir bigadi kiasi
apne likhkhe ko pad pad kar hansta hai bhagvan