Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Ka Sitam Taqdeer Ka Gham
|
Asha Bhosle | Gulshan Sufi | ||||
Ghamand (1955) | Naqsh Lyallpuri | ||||||
taqdeer ka gam duniya ka sitam
har haal mein sehna padta hai
shikave bhi labo pe rahte hai
khamosh bhi rehna padta hai
kyo aake ro raha hai mohan ki gali mein
har dard ki dawa hai mohan ki gali mein
kyo aake ro raha hai mohan ki gali mein
har dard ki dawa hai mohan ki gali mein
koi ro ke baat kah de koi unche bol bole
sunta hai vo usi ki boli jo uski bole
har subah khushnuma hai mohan ki gali
har subah khushnuma hai mohan ki gali
kyo aake ro raha hai mohan ki gali mein
do ghoot jaam ke hai le unka naam peele
fikare hayat kyo hai jaisi vo chahe jeele
saaki hai maikada hai mohan ki gali mein
saaki hai maikada hai mohan ki gali mein
kyo aake ro raha hai mohan ki gali mein
ek roj tere honge tu aetbaar karle
ve do jaha ke malik tu unse pyar karle
har shaiy hai noor roshan mohan ki gali mein
har shaiy hai noor roshan mohan ki gali mein
kyo aake ro raha hai mohan ki gali mein
is aur tu khada hai maujo se kaisa darna
mar mar ke jee raha hai pagle ye kaisa jeena
kashti hai naa khuda hai mohan ki gali mein
kashti hai naa khuda hai mohan ki gali mein
kyo aake ro raha hai mohan ki gali mein
har dard ki dawa hai mohan ki gali mein
kyo aake ro raha hai mohan ki gali mein
mohan ki gali mein mohan ki gali mein