Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Dushman Bane To Bane
|
Kishore Kumar | Bappi Lahiri | Mithun Chakraborty, Meenakshi Seshadri | |||
Dilwaala (1986) | Indeevar | ||||||
duniya dushman bane to bane teri mujhe dosti chahiye
duniya dushman bane to bane teri mujhe dosti chahiye
mohabbat tujhise mujhe kya kisise mujhe to teri
teri khushi chahiye teri khushi chahiye
rimbambam rimbambo bo rimbambam bo
rimbambam rimbambo bo rimbambam bo
duniya dushman bane to bane
mujhko hai payri saadi tumhari yun na milegi tumhe
phulon se galon ka resham se
balon ka pehle do chumban hume
har chiz ki ek hoti hai kimat kimat chukani padegi
dil dene mein tumko taklif hogi magar ye uthani padegi
jahan se darona sharam tum karona
jahan se darona sharam tum karona
pyar mein jindadili chahiye
duniya dushman bane to bane teri mujhe dosti chahiye
mohabbat tujhise mujhe kya kisise mujhe to teri
teri khushi chahiye teri khushi chahiye
rimbambam rimbambo bo rimbambam bo
rimbambam rimbambo bo rimbambam bo
duniya dushman bane to bane
nafarat karogi dil jo na dogi marna padega hume
sare he chumban sare aalingan deke vasiyet tumhe
mani ager baat rakhunga main sath rangeen hoga safar
biwi bana lunga maa bhi bana lunga dono basayenge ghar
meri tu haseena tera mein nageena
meri tu haseena tera mein nageena
aaj manzoori teri chahiye
duniya dushman bane to bane teri mujhe dosti chahiye
mohabbat tujhise mujhe kya kisise mujhe to teri
teri khushi chahiye teri khushi chahiye
rimbambam rimbambo bo rimbambam
bo rimbambam bo rimbambam bo
rimbambam rimbambo bo rimbambam
bo rimbambam bo rimbambam bo