Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Daulat Walo Ki Hai
|
Suhasini Kolhapure, Asha Bhosle, S Balbir | O P Nayyar | ||||
Sabse Bada Rupaiya (1955) | Pyarelal Santoshi | ||||||
daulat buri cheej hai daulat se rahana dur ji

duniya daulat waalo ki hai
duniya ka dastur ji
daulat buri cheej hai daulat se rahana dur ji
daulatmand banaya mujhko dhanwaano me naam huaa
lekeen daulat paakar yaaro kya mera anjaam huaa
hay kya mera anjaam huaa
aadat pad gayi pine ki aur rahne laga main dur ji
daulat buri cheej hai daulat se rahana dur ji
daulat buri cheej hai daulat se rahana dur ji
duniyaa daulat waalo ki hai
duniya hai dastur ji
jaise hi do chaar jaam pite hain sharaab ke
dekhte hi fir hote hai kya kya ji haal janaab ke
kya kya ji haal janaab ke
kya hote hai chhamchhama chham naache koi hur ji
daulat buri cheej hai daulat se rahana dur ji
daulat buri cheej hai daulat se rahana dur ji
duniyaa daulat waalo ki hai
duniya hai dastur ji
duniya ki buraaiya laati hai daulat saath me
yaar naye ban jaate hain jab daulat hoti haath me
jab daulat hoti haath me
daulat naach nachaaye hamko ham ho gaye langur ji