Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Duniya Badal Gayi Ki Muqaddar Bigad Gaya
|
Lata Mangeshkar, G. M. Durrani | Shaukat Dehlvi Nashad | ||||
Aaiye (1949) | Nakshab Jarchvi | Sad Songs | |||||
duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya
is ghar ka kya karu jo basa aur ujad gaya
takdir aisi khadi na rahi jis ke sath sath
kismat se ek sathi mila tha bichhad gaya
is ghar ka kya karu jo basa aur ujad gaya
duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya
dil tutate hi dil tutate hi
aankh se aansu tapak pade
pani humari sari umido apr pad gaya
duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya
gam ki kuch aisi aandhi chali hum ujad gaye
gam ki kuch aisi aandhi chali hum ujad gaye
dil se har ek ummid ka dera jhad gaya
duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya