Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dost Hua Hai Dushman
|
Rafiq Ghaznavi | Rafiq Ghaznavi | ||||
Society (1942) | Hasrat Luckhnavi | Ghazals | |||||
dost hua hai dushman jani
haye mohaabat aur ye jawani
haye mohaabat aur ye jawani
kisko sunaye haye kisko
sunaye apni kahani
haye mohaabat aur ye jawani
haye mohaabat aur ye jawani
aye dil aur aye bewafa
bas jane jise dekh liya
ho mani buri bhi ho mani buri bhi
baat na mani haye mohaabat aur jawani
haye mohaabat aur jawani
kisko sunaye haye kisko
sunaye apni kahani
haye mohaabat aur ye jawani
haye mohaabat aur ye jawani
bad se badtar ho gayi kahani
dekh liya anjam e mohabbat
baki hai bas ab maut hi aani
baki hai bas ab maut hi aani
haye mohaabat aur ye jawani
haye mohaabat aur ye jawani
dost hua hai dushman jani
haye mohaabat aur ye jawani
haye mohaabat aur ye jawani