Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dost Bewafa Hai Sanam Bewafa Hai
|
Sadhana Sargam | Mahesh Kishore | Jeetendra | |||
Khalnayika (1993) | Sawan Kumar Tak | ||||||
dost bewafa hai sanam bewafa hai
dost bewafa hai sanam bewafa hai
zindagi mere liye to sirf ab saza hai
to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru
dost bewafa hai sanam bewafa hai
zindagi mere liye to sirf ab saza hai
to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru
dost ban ke apne khanjar chala diya
kya apse kahe ke kya apne kiya
nazro se kya giraya nazro se kya
giraya zamane ki nazar me
meri wafa ka aapne kaisa sila diya
jo bawafa the kal talak vo aaj bewafa hai
to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
dost bewafa hai sanam bewafa hai
zindagi mere liye to sirf ab saza
hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru
ye sukhi sukhi ankhe ansu baha rahi hai
mout pyar ki hui hai gam mana rahi hai
dil tutne ki apko sada nahi mili yaha
dard aisa ho raha hai jzan ja rahi hai
jo mere nsam kar di ye kaisi badua hai
to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru
dost bewafa hai sanam bewafa hai
zindagi mere liye to sirf ab saza
hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru
hai to gaaye kyu nahi hum nache kyu nahi
tarira ra ra ru tarira ra ra ru