Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dori Pyar Ki Na Tute Chahe Jitna
|
Mohammed Rafi | Shamji Ghanshyamji | ||||
Harfan Maula (1976) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
dori pyar ki na tutey
chahey jitna jor lagale duniya
ab tera mera sath na chutey
acha ji
ab tera mera sath na chutey
ji chahey jitna azmaley duniya
dori pyar ki na tutey
woh to kaho ke ham pe muqaddar tha mehrban
tum aj dub jatey toh kya kaheta yeh jahan
kaheta ke jan de di mohabbat me apki
duniya ko milti pyar ki ik aur dastan
yehi bol sachey juthey
sun le to dil me basa le duniya
oh dori pyar ki na tutey
dekhe koi kamal dil-e-bekarar ke
yun di saza ke a hi gaye din bahar ke
yeh churhey nigaha juki, dil dhadak gaya
chehrey pe ane jane lage rang pyar ke
khiley pyar ke gul butey
oye oye
ab hum pe ankh na daley duniya
dori pyar ki na tutey