Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dooriya Nazdikiya Ban Gayi Ajab Ittifaaq Hai
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Shankar Jaikishan | Vyjayantimala, Dev Anand | |||
Duniya (1968) | Hasrat Jaipuri | Romantic Songs | |||||
duriya nazdikiya ban gayi ajab itfaq hai

kah dali kitni bate ankahi ajab itfaq hai

aise mili do nigahe milti hai jaise do rahe
jagi ye ulfat purani gane lagi hai fizaye

pyar ki shahnaiya baj gayi ajab itfaq hai
duriya nazdikiya ban gayi ajab itfaq hai
kah dali kitni bate ankahi ajab itfaq hai
ek dagar pe mile hai hum tum do humsaye
aisa laga tumse milkar din bachpan ke aaye

vadiya ummid ki saj gayi ajab itfaq hai
duriya nazdikiya ban gayi ajab itfaq hai
kah dali kitni bate ankahi ajab itfaq hai
pahle kabhi ajnabi the ab to meri zindagi ho
sapno me dekha tha jisko sathi purane tum hi ho

bastiya arman ki bas gayi ajab itfaq hai