Lyrics of Dooriya Bhi Hai Zaroori - दूरिया भी है जरुरी
thodi thodi guzre pakad kabhi taaza si hawayein
satte satte se yeh rishte apni baaho ko failaye
mera mann, toh bas gungunana chahe
uska mann, khul ke geet gaana chahe
muskurayo, main woh khilkhilana chahe
hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan
zyada nazdikiyo me dooriyo ke hote hain ishaare
lehro ko chakhna na mithi nahi pani hai yeh khaare
love kahe, mere paas tum na aana
door se, accha hai timtamana
varna adh mein hoga dard-e-jaana
hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan
main toh aisi baarish hoon
jo teen ki chhat pe kud ke barse
woh kuyar hain dheemi rut ki
baras na paaye chhor ke dar se
dono barse, par sang sang kahan hai
thodi doori se zindagi aasan hai
meri duniya aur uska bhi jahan hai
hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan, yeh dooriyan
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan