Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Door Kahi Is Jug Se
|
Mukesh Chand Mathur, Hamida Banu | Ghulam Haider | ||||
But Tarash (1947) | Ameen Gilani | ||||||
dur kahi dur kahi dur kahi is jag se
hum tum duniya nayi basaye
hum tum duniya nayi basaye
prem ka sagar prem ki naiya
prem ka sagar prem ki naiya
hum hai khevanhar hum hai khevanhar
prem ki le patwar hath me
prem ki le patwar hath me
naiya par lagaye
hum tum naiya par lagaye
dur kahi is jag se
hum tum duniya nayi basaye
hum tum duniya nayi basaye
mai nachu sang tere jaise phul pe nache bhawra
yu khelu mai tujhse jaise
chand ke sang chakora jaise chand ke sang chakora
dur kahi dur kahi dur kahi chalke
hum tum preet ko badhaye
hum tum preet ko badhaye
prem hai do ruho ka panchi pankh hai uske do
ek pankh mai uska sajan ek pankh tum ho
dono pankh hilake sajan
hum tum dur kahi ud jaye dur kahi chalke
hum tum preet ko badhaye hum tum preet ko badhaye