Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Do Pyar Karne Walo Ko Dur Karte Hai
|
Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu | Ravindra Jain | ||||
Kalyug Ka Avtar (1995) | Ravindra Jain | ||||||
dil kahein duniya ki baaton mein na aana
kehati hain duniya tu hua hai diwana
maa ka hukum soni kudi ghar lana
daddy ki himayat ke dhokha nahi khana
bhaiyya ka hain order akeli nahi jana
yahan wahan jake kahin naak na katana
din din badhati hai pyar ki sajaye
dil ke diwane jaye to kahan jaye
do pyar karne walo ko door karte hai
do pyar karne walo ko door karte hai
humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai
humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai
najhuk dilo ke sishe ye chur karte hai
najhuk dilo ke sishe ye chur karte hai
humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai
humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai
chor nazar ka ye ishara chori chori
ho dilne dil ko pukara chori chori
shuru hua milna hamara chori chori
mil gaya sahara jine ka chori chori
hum pyar ek dujhe ko bhar pur karte hai
hum pyar ek dujhe ko bhar pur karte hai
humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai
humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai
chain lene na de koi tere diwane ko
ek jata nahi woh aate hain samjhane ko
koi sunta nahi dard ke afsane ko
humse humdardi nahi koi apne begane ko
log razi nahi aashiq pe taras khane ko
aise aalam mei to jee karta hai marjane ko
masum se khabo ko benur karte hai
masum se khabo ko benur karte hai
humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai
humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai
kisi ki na manege na kisi ki sunenge
har tanhai ko pyar se bunenge
duniya wale yunhi jhalenge bunenge
janam janam hum tumhi ko chunenge
ye faisala hum dono manjur karte hai
ye faisala hum dono manjur karte hai
humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai
humein chori chori milane pe ye log majhbur karte hai