Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Do Nazro Ka Mil Jana Ban Gaya Ek Afsana
|
Paro Devi, G. M. Durrani | Husnlal Bhagatram | ||||
Heera (1947) | Qamar Jalalabadi | ||||||
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
ji ek taraf meri ghabraye huye ankhe
ji ek taraf meri sharmaye huye ankhe
fir nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
ujde huye raste par ghar humne banaya tha
ujde huye raste par ghar humne banaya tha
ankho me pyar dekar rahi koi aaya tha
ankho me pyar dekar rahi koi aaya tha
rahi tujhe aakar ankho se bulaya tha
rahi tujhe aakar ankho se bulaya tha
ankhe to mila li hai ab dil bhi mila jana
ab dil bhi mila jana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
dil mujhe apna de do de do
dil mujhe apna de do duniya meri tum le lo
dil mujhe apna de do duniya meri tum le lo
bas itna karo wada fir na kal chle jana
fir na kal chle jana
do nazro ka mil jana ek ban gaya fasana
ek ban gaya fasana
do nazro ka mil jana