Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Do Din Bahaar Phool To Dikhla Ke Reh Gaye
|
Jayshree | S Purushottam, Vasant Desai | ||||
Dahej (1950) | Shams Lakhnavi | Sad Songs | |||||
do din bahar phul to dikhla ke reh gaye
dikhla ke reh gaye
do din bahar phul to dikhla ke reh gaye
dikhla ke reh gaye
jalti hui hawao se kumlake reh gaye
kumlake reh gaye
do din bahar phul to dikhla ke reh gaye
dikhla ke reh gaye
vo aise vo aise khusnasib nai zindagi mili
nai jindagi mili
vo aise khushnasib nai zindagi mili
nai jindagi mili
hum aise badnasib unhen pake rah gay
unhen pake rah gaye
do din bahar phul to dikhla ke reh gaye
dikhla ke reh gaye
jo dil ki jo dil ki hasrate thi
vo dil hi me reh gayi dil hi me reh gayi
manjil ke ham karib gaye ja ke reh gaye
ja ke reh gaye
do din bahar phul to dikhla ke reh gaye
dikhla ke reh gaye
gundi hai gundi hai hamne prem
sehre ki har ladi sehre ki har ladi
aansu hamari aankho me aa aa ke rah gaye
aa aa ke rah gaye
do din bahar phul to dikhla ke reh gaye
dikhla ke reh gaye
jalti hui hawao se kumlake reh gaye
kumlake reh gaye