Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Diye Jalaye Pyar Ke Chalo Isi Khushi
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | Jeetendra, Nanda, Sanjeev Kumar | |||
Dharti Kahe Pukar Ke (1969) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
diye jalaye pyar ke chalo isi khushi me
baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me
diye jalaye pyar ke chalo isi khushi me
baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me
ghul gaya ek sal fir tan man ke rang me mahki bahar banke
ghul gaya ek sal fir tan man ke rang me mahki bahar banke
rut fir biti hui ban ban ke chandani chehre pe aayi chalke
bhatak chale kisi hasin yad ki gali me
baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me
diye jalaye pyar ke chalo isi khushi me
baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me
jagmag naina hue hasde palko tale sapne kayi suhane
jagmag naina hue hasde palko tale sapne kayi suhane
pal bhar ke waste firne lage samne gujre hue jamane
pukar le gaye hue dino ko bekhudi me
baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me
diye jalaye pyar ke chalo isi khushi me
baras bita ke aayi hai ye sham jindagi me