Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Diwana Main Hoon Tera (Ii)
|
Kishore Kumar, Sadhna Sargam | Kalyanji Anandji | ||||
Rukhsat (1988) | Anjaan | ||||||
deewana main hoon tera
deewana main hoon tera
khushboo se teri mehke zamana
main to ye janu tune na jana
deewana main hoon tera
phool hain natara hain
sare jag se nayara hain
duniya mein pyara hain kaun kaun
deewana deewana main hoon tera
deewana deewana main hoon tera
tum mil gayi to jaha mil gaya
teri hansi se dil khil gaya
mujhe zindagi ka sil mil gaya
tum mil gayi to jaha mil gaya
har sans gaye tera tarana
afsana main hoon tera
afsana main hoon tera
ye pyar ka hain bandhan purana
mumkin nahin hain tujhko bhulana
deewana main hoon tera
phool hain natara hain
sare jag se nayara hain
duniya mein pyara hain
kaun kaun papa
hum hain praye koi gham nahin
tujhse zuda to hain hum nahin
itni khushi bhi kuchh kam nahin
hum hain praye koi gham nahin
ye geet mera na bhul jana
deewana main hoon tera
deewana main hoon tera
khushbu se teri mehke zamana
main to ye janu tune na jana
deewana main hoon tera
phool hai natara hai
sare jag se nayara hai papa
phool hai natara hai
sare jag se nayara hai papa.