Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Din Ja Rahe Hai, Ke Raato Ke Saye
|
Lata Mangeshkar | R D Burman | ||||
Doosri Sita (1974) | Gulzar | Sad Songs | |||||
din ja rahe hai ke rato ke saye
apne samire baki uthaye
din ja rahe hai ke rato ke saye
apne samire baki uthaye
din ja rahe hai ke rato ke saye
jab koi duba rato ka tara
koi sawera wapas na aaya
wapas jo aaye viran saye
din ja rahe ke rato ke saye
jee na tha koi mushkil nahi tha
magar dubne ko sahil nahi tha
sahil pe koi ab to bulaye
din ja rahe hai ke rato ke saye
kanto ki chori tute na tute
jara jindagi se daman to chute
koi jindagi ke hath na aaye
din ja rahe hai ke rato ke saye
apne samire baki uthaye
din ja rahe hai