Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Din Hai Suhane Mastane Pyar Ke
|
Sudha Malhotra, Madhubala Jhaveri | Sanmukh Babu | ||||
Naag Padmini (1957) | Prem Dhawan | ||||||
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
aai hun rang leke main bahar ke rakhana kabu
dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
ye duniyan ek jadu nagari kuchh na kuchh ho jaye re
ho kuchh na kuchh ho jaye re
pal bhar mein idhar hai pal bhar mein udhar hai
kaya kaya khel rachaye re
ho kaya kaya khel rachaye re
chalate hai dab yahan jeet har ke
rakhana kabu dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
is duniyan ke rang nirale iski lila nyari
ho iski lila nyari
pal bhar mein bhikari ho jaye raja pal mein raja bhikari
ho pal mein raja bhikari
jine ke din hai raja hai char ke
rakhana kabu dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
is duniyan mein kiski rahi hai aur rahegi kiski
ho aur rahegi kiski
maya chhalni jadu garani aankh bachi aur kiski
ho aankh bachi aur kiski
hal na punchhe koi tir maar ke
rakhana kabu dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu
aai hun rang leke main bahar ke rakhana kabu
dil rakhna kabu
din hai suhane mastane pyar ke chhaya jadu ho jadu