Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dilwale Teri Mehfil Me Dil Mera Kho Gaya
|
Madhubala Zaveri | Bipin Babul | ||||
Sultana Daku (1956) | Anjum Jaipuri | ||||||
dilwale teri mehfil me dil mera kho gaya
haye kya ho gaya haye kya ho gaya
dilwale teri mehfil me dil mera kho gaya
haye kya ho gaya haye kya ho gaya
dil ka lagana kab koi samjhe pyar na koi jane
meri ada par jhume ulfat ke parvana
taro ke jhuramat me chanda jaise kho gaya
kya ho gaya haye kya ho gaya
dilwale teri mehfil me dil mera kho gaya
haye kya ho gaya haye kya ho gaya
khel rahi hai raat meri julfo se aankh micholi
khel rahi hai raat meri julfo se aankh micholi
armano ne li angdai, armano ne li angdai
dil ki duniya dholi jab kisi ki najaro ka ye mujhpe ho gaya
haye kya ho gaya haye kya ho gaya
dilwale teri mehfil me dil mera kho gaya
haye kya ho gaya haye kya ho gaya
lut ke dhan tu dhanwano se dukhiyo ke kaam aaye
meri daulat chhota sa dil isko kyu le jaye
chahat se pehle hi ye to tera ho gaya
haye kya ho gaya haye kya ho gaya
dilwale teri mehfil me dil mera kho gaya
haye kya ho gaya haye kya ho gaya