The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Dilli Tere Kile Par
0
Suraiya Sajjad Hussain
1857 (1946) Mohan Singh, Anjum Pilibhiti,, Pandit Ankur,, Shewan Rizvi,
Lyrics of Dilli Tere Kile Par - दिल्ली तेरे किले पर

dilli tere kile par honge nisa hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare
jab tak teri jami pe jab tak
jab tak teri jami pe hai naujawan hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare
bhagwan teri daya se mola tere karam se
bhagwan teri daya se mola tere karam se
lekar rahenge waapas vikram ke raz ko ham
lekar rahenge waapas vikram ke raz ko ham
gairo se chin lenge akbar ke taj ko ham
gairo se chin lenge akbar ke taj ko ham
hai ye jami hamari hai ye makan hamare
hai ye jami hamari hai ye makan hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare

azad rah ke jina gopal ne sikhaya
azad rah ke jina gopal ne sikhaya
apne watan pe marna is naam ne bataya
apne watan pe marna is naam ne bataya
ha bhim or arjun ka khun hai in rago me
ha bhim or arjun ka khun hai in rago me
babar ka josh lekar firte hai ham dilo me
babar ka josh lekar firte hai ham dilo me
darte nahi marne se hai naujawan hamare
darte nahi marne se hai nojawa hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare

abhimanyu or tumhi tum nojawan naya ho
tum nojawan naya ho
chan mul or humayu ki tum ek nisa ho
tum nojawan naya ho
marte raho watan pe mitate raho watan pe
marte raho watan pe mitate raho watan pe
dariya hai hum chaman ke tufaa hai hamare
dariya hai hum chaman ke tufaa hai hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare
jab tak teri jami pe jab tak
jab tak teri jami pe hai naujawan hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare
dilli tere kile par honge nisa hamare
dilli