Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dilli Ke Bazar Ki Balma Sher Kara De
|
Asha Bhosle | Kalyanji Anandji | ||||
Teen Bahuraniyan (1968) | Anand Bakshi | Masti Bhare Geet | |||||
oye dilli ke dilli ke bazar ki balma sair karade
dilli ke bazar ki balma sair karade
chandani chok se chandi ki
surme dani lade re julmi
dilli ke bazar ki balma sair karade
dilli ke bazar ki balma sair karade
na maine jhumke pahne na maine surma dala
tune bedardi meri har bat ko kal pe tala
tune bedardi meri har bat ko kal pe tala
wo teri kal kab aayegi wo teri kal kab aayegi
wo teri kal kab aayegi tu itna aaj batade re julmi
dilli ke bazar ki balma sair karade
dilli ke bazar ki balma sair karade
chuti ke din bhi bole mujhko hai kam pe jana
ja tujhse mai na bolu karna hai roz bahana
ja tujhse mai na bolu karna hai roz bahana
hoye tod na kariya aisi hoye tod na kariya aisi
hoye tod na kariya aisi ya mohe maike bhijwade
dilli ke bazar ki balma sair karade
dilli ke bazar ki balma sair karade
chandani chok se chandi ki surme dani lade re julmi
dilli ke bazar ki balma sair karade
dilli ke bazar ki balma sair karade