The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Dile Naadaan Jamaane Me
0
Talat Mehmood, Asha Bhosle Hansraj Behl
Mast Kalandar (1955) Asad Bhopali
Lyrics of Dile Naadaan Jamaane Me - दिले नादान ज़माने में

dil-e-nadan jamane me mohabbat ek dhokha hai
yeh sab kahne ki baate hain, kisi ka kaun hota hai

wahi mai hu, wahi dil hai, wahi teri tamanna hai
yeh ik iljam hai mujhpe, ki mera pyaar jhutha hai
wahi mai hu

vafa ka naam hontho par, hai khanjar aastino me
vafa ka naam hontho par, hai khanjar aastino me
samajh lo dekhane vaalo yeh duniya kaisi duniya hai
dil-e-nadan

woh dil viran hai jisme hajaaro aarjuye thi
woh dil viran hai jisme hajaaro aarjuye thi
jaha lakho diye jalte the us ghar me andhera hai
wahi mai hu

woh dil par chot khaayi hai ki jite ji na bhulunga
woh dil par chot khaayi hai ki jite ji na bhulunga
bharosa kar ke tum pe maine apna chain khoya hai