Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dildar Humare Dil Ko Tum
|
Anuradha Paudwal, Kishore Kumar, Mohammed Rafi | Bappi Lahiri | ||||
Sangram (1976) | Gauhar Kanpuri | ||||||
jami dekha falak dekha yaha dekha waha dekha
tumhare washte hamne to ye sara jaha dekha
ye mana ke tumne gali dekhi makan dekha
jami or aasma dekha magar tumne hamare jaisa
ae bhai dilwala kaha dekha
dildar hamare dil ko tum
hamse hi chaupaye baithe ho
dildar hamare dil ko tum
hamse hi chaupaye baithe ho
wo maal hamara hai jisko
wo maal hamara hai jisko
tum apna banaye baithe ho
sarkar jara se dil pe tum tufan uthaye baithe ho
sarkar jara se dil pe tum tufan uthaye baithe ho
jo mujhko mila wo mera hai
jo mujhko mila wo mera hai
kyu aash lagaye baite ho
sarkar jara se dil pe tum tufan uthaye baithe ho
baithe ho baithe ho baithe ho baithe ho
ham apne dil ka afsana sunane aaye hai tumko
milo hamse akele me bulane aaye hai tumko
ae bhai ye qwaali ki mahfil hai
mahabharat nahi raja agar milne ka arman hai to
mahfil se bahar aaja
mere liye aapas me ladna bura hai
gussa chhodo aise akadna bura hai
choti choti bato me padna bura hai
choti choti bato me padna bura hai
ham jaisi hasino pe bichadna bura hai
ham jaisi hasino pe bichadna bura hai
bekar ki bate rahne do
kyu pyar jataye baithe ho
sarkar jara se dil pe tum tufan uthaye baithe ho
baithe ho baithe ho baithe ho baithe ho
hai mera dil bahut hi kimati nazo ka pala hai
abhi masum hai kamsin hai
or kuch bhola bhala hai
tumhare chote se dil me
bada hi gadbad ghotala hai
isi karan to bandhu hamne is dil ko sambhala hai
jab dil ko sambhala hai to hamko bhi sambhalo
tasvir bana ke mujhe aankho me saja lo
baho me uthalo mujhe ya dil me basa lo
baho me uthalo mujhe ya dil me basa lo
lillah meri bato ko bato me na talo
lillah meri bato ko bato me na talo
kis baat se sari mahfil ke
tum hosh udaye baithe ho sarkar jara se
sarkar jara se dil pe tum tufan uthaye baithe ho
dildar hamare dil ko tum
hamse hi chaupaye baithe hai
baithe ho baithe ho baithe ho baithe ho
meri jaan isharo me samjho meri baat
dekho fir na aayegi aisi achi raat
tum bhi jara samjho mahfil ke halat
acha khuda hafiz fir hogi mulakat
abhi na jao babu to kuch farmao babu
suno dil ka fasana bura hai ye jamana
hamari jaan le lo mera iman le lo
mujhe de do mera dil ye dil hai mere kabil
ye tum jidd pe ade ho to kyu piche pade hai
hamara dil hai sona ye hai mera khilona
use tum tod doge to kya tum chhod doge
aise me kaha jaoge batlaao meharba
yu meri jawani ko na thukrao meharba
tum to dil churane aaye the
ab aankh churaye baithe ho
dildar hamare dil ko tum
hamse hi chaupaye baithe ho
baithe ho baithe ho baithe ho baithe ho