Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dilarubaa Dil Pe Tu Ye Sitam Kie Jaa Kie Jaa
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | Shammi Kapoor, Prithviraj Kapoor, Sadhana | |||
Rajkumar (1964) | Shailendra | ||||||
dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa
o ham bhi to aag me jalate rahe
pyaar ke sholo pe chalate rahe ho
ho dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa
o ham bhi to aag me jalate rahe
pyaar ke sholo pe chalate rahe
kyaa bataaun kyaa dil kaa haal hai
jis ghadi se mile ham
jaise saikado bijaliyaan giri aur jal uthe ham
haay kyo mujhe khaaq karne par tule ho zaalim
aakhir kyaa bigaadaa hai maine tumhara
dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa
o ham bhi to aag me jalate rahe
pyaar ke sholo pe chalate rahe ho
ang-ang me mithaa dard hai chhatpatae meraa dil
ek dafaa me hi katl kar de tu mujhko mere kaatil
haay dil ki gaharaaiyo ko chirtaa huaa
ye dard ye kasak ye chubhan
dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa
o ham bhi to aag me jalate rahe
pyaar ke sholo pe chalate rahe ho
aaj dil ke tum itne paas ho jaise meri dhadkan
ek aaj se apne jism-o-jaan ek apne tan-man
aaj ek saath mahke hai do gulaab
ek dor me gunthe hai do moti
ek saath dhadke hai do dil
dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa
o ham bhi to aag me jalate rahe
pyaar ke sholo pe chalate rahe ho
dilruba dil pe tu ye sitam kiye jaa kiye jaa
o ham bhi to aag me jalate rahe
pyaar ke sholo pe chalate rahe ho