Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Toh Chaahe Hamaara Jaise
|
R D Burman | |||||
Hifazat (1987) | |||||||
dil toh chahe ye hamara jaise aanchal yeh tumhara
tumhi se lipte rahein hum
dil toh chahe ye hamaara jaise aanchal yeh tumhara
tumhi se lipte rahein hum
phulon se narm ho tum sholo se garm ho tum
bade besharm ho tum raho dur dur
dil toh chahe ye hamara jaise aanchal yeh tumhara
tumhi se lipte rahein hum
phulon se narm ho tum sholo se garm ho tum
bade besharm ho tum raho dur dur
aa ha ha ha ha
puja karun tujhe sajda karun main
din raat tujhko hi socha karun main
puja karun tujhe sajda karun main
din raat tujhko hi socha karun main
chehra tera dekh jhuma karun main
jhumka banke gaal tere chuma karu main
aage picche tere ghuma karu main
phulon se narm ho tum sholo se garm ho tum
bade besharm ho tum raho dur dur
dil toh chahe ye hamara jaise aanchal yeh tumhara
tumhi se lipate rahein hum
phulon se narm ho tum sholo se garm ho tum
bade besharm ho tum raho dur dur
duniya ki maryada kayam rakhenge
pyar jo karna ho parde mein karenge
duniya ki maryada kaayam rakhenge
pyar jo karna ho parde mein karenge
shadi ko barbadi banne na denge
saamne sabhi ke hum pyaar karenge
sari umar hum to premi rahenge
phulon se narm ho tum sholo se garm ho tum
bade besharm ho tum raho dur dur
dil toh chaahe ye hamara jaise aanchal yeh tumhara