Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Todke Sadak Par Phenk
|
Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal | ||||
Duniya Ka Mela (1974) | Anand Bakshi | ||||||
dil todke sadak par fek dungi re
main fek dungi
ha tod mod ke sadak par fek dungi re
par tujhe nahi dungi dil
sadak par fek dungi
ha dil tod ke tod ke
tod mod ke sadak par fek dungi
aaye haye main fek dungi
par tujhe nahi dungi dil
sadak par fek dungi
ha dil tod ke haye haye tod ke sadak par
haye kya karu
haye kya karu
haye kya karu
baant dungi rang rup main apna khairat me
baant dungi rang rup main apna khairat me
na dungi main apna hath saiya tere hath me
ankhiya ladaungi main tere rakib se
ankhiya ladaungi main tere rakib se
baiya uski tham ke gujrungi karib se
tujhko jalaungi mukhda chhupaungi
yu dupatta odh ke
haye haye haye haye haye
dil tod ke sadak par fek dungi
ha dil tod ke haye haye tod ke sadak par
chithhi mere pyar ki tere naam na aayegi
chithhi mere pyar ki tere naam na aayegi
meri koi chiz bhi tere kaam na aayegi
phunk lungi main badan aag leke chulhe se
phunk lungi main badan aag leke chulhe se
kar lungi nikaah main kisi langde lule se
kya rakha hain maal me ja baithungi chaal me
tera banga chhod ke
haye haye haye haye haye
dil todke sadak par fek dungi re
par tujhe nahi dungi dil
sadak par fek dungi
ha dil tod ke tod ke
tod mod ke sadak par fek dungi
aaye haye main fek dungi
par tujhe nahi dungi dil
sadak par fek dungi
ha dil tod ke haye haye tod ke sadak par