Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Todane Walo Kee Mehfil Me Aa Gaya Hu
|
Kishore Kumar | Kalyanji Anandji | ||||
Ek Kunwari Ek Kunwara (1973) | Prakash Mehra | ||||||
dil todane walo ki mehfil me aa gaya hu
kaise duwaye du mai badi mushkil me aa gaya hu
agar dil hamara shishe ke badle patthar ka hota
patthar ka hota to tutta na phutta manta na ruthta
na bar-bar hansta na jar-jar rota
agar dil hamara shishe ke badle patthar ka hota
patthar ka hota to tutta na phutta manta na ruthta
na bar-bar hansta na jar-jar rota
agar dil hamara
na ehasas hota kushi me kushi ka
na ehasas hota kushi me kushi ka
na mahasus hota ye gam jindagi ka
wo pritam ki galiya nahi na sahi
mukaddar me kaliyan nahi na sahi
ye chun-chun ke kanto ki mala na pirota
agar dil hamara shishe ke badle patthar ka hota
patthar ka hota to tutta na phutta manta na ruthta
na bar-bar hansta na jar-jar rota
agar dil hamara
hai kagaj ke phulo ka ye gulistan
hai kagaj ke phulo ka ye gulistan
mahak inki nakali hai nakali fijan
sitamagar tujhe bevafa janata
agar teri najaro ko pahachanta
gharaunde mai sapno ke kyon kar sanjota
agar dil hamara shishe ke badle patthar ka hota
patthar ka hota to tutta na phutta manta na ruthta
na bar-bar hansta na jar-jar rota
agar dil hamara