Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
![]() |
Dil To Kuch Sarphira Hai
|
Shahid Mallya | Band Of Boys, Ramji Gulati, Shamir Tandon | ||||
Sadda Adda (2012) | Sandeep Nath, Shamir Tandon, | ||||||
dil ke dil mein kya chhupa hai
ye to bas dil ko pata hai
dil ke dil mein kya chhupa hai
ye to bas dil ko pata hai
dhadkanon pe kiska pehra
kaun kab kyun dil mein thehra
dil ke dil mein kya chhupa hai
ye to bas dil ko pata hai
kya ajab is dil ki ada hai
sarphira hai, sarphira hai
dil to kuch kuch sarphira hai
sarphira hai, sarphira hai
dil to kuch kuch sarphira hai
khwahishon se aankh micholi
khelta hai dil hamesha
kashmakash ki bandishen bhi
jhelta hai dil hamesha
khwahishon se aankh micholi
khelta hai dil hamesha
kashmakash ki bandishen bhi
jhelta hai dil hamesha
chehre pe ishtihar laga kar ghoomta hai
hasraton ki numaish karke jhoomta hai
sarphira hai, sarphira hai
dil to kuch kuch sarphira hai
sarphira hai, sarphira hai
dil to kuch kuch sarphira hai
ye samajh na paya koi
karta hai dil kyon naadani
dil ke laakhon hisse hain aur
dil ki lakhon hain kahani
ye samajh na paya koi
karta hai dil kyon naadani
dil ke laakhon hisse hain aur
dil ki lakhon hain kahani
ye dil jo atka to atak hi jaata hai
tadapta hai phir bhi khamosh rehta hai
sarphira hai, sarphira hai
dil to kuch kuch sarphira hai
sarphira hai, sarphira hai
dil to kuch kuch sarphira hai