Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Pehlu Se Uchala Jaye
|
Jyoti | G M Durrani | ||||
Dhadkan (1946) | Zahoor Raja | ||||||
dil pahlu se uchhala jaye
naye rang laye hua kya hua kya
dil pahlu se uchhala jaye
naye rang laye hua kya hua kya
khuli aankhe tumhe ye bataye hua kya
tumhe hua kya hua kya
dil pahlu se uchhala jaye
naye rang laye hua kya hua kya
ho tere naino mein ho tere naino mein
kaun basa hai tere sapne mein kaun aa gaya hai
jisne chupke se jisne chupke se aag laga di
ek nanhi si basti basa di haa basa di
teri duniya hi badali jaye hua ya hua kya
ho kyo angdayiya aa rahi hai kyo angdayiya aa rahi hai
kyo madhohoshiya kyo madhohoshiya chha rahi hai
aisi ?? kaliya bhi sharma rahi hai sharma rahi hai
meri aankho mein nind na aaye jiya tadpaye
hua kya hua kya ho koi door se kuch bhi kare
koi door se kuch bhi kare chhup chhup ke kare ishare
???? mar jaye na mar jaye na sharm ke mare
teri chundri sarki jaye hua kya hua kya
dil pahlu se uchhala jaye
naye rang laye hua kya hua kya