Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Nahin Toh Na Sahi Ankh Toh Milao
|
Asha Bhosle | Sachin Dev Burman | ||||
Society (1955) | Sahir Ludhianvi | ||||||
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
sawan ki raat hai
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
sawan ki raat hai
us taraf gagan pe kale badalo ka shor hai
badalo ka shor hai
is taraf dilo mein mast dhadkano ka dour hai
dhadkano ka dour hai
ruthane ki rut gai ab to maan jao ji
sawan ki raat hai
kachhi kachhi bundiyon ki ras bhari fuhar mein
ras bhari fuhar mein
aur hi maja hai do dilo ki jeet haar mein
do dilo ki jeet haar mein
jindagi ki har khushi daav par lagao ji
sawan ki raat hai
kho na jaye ye sama is samay mein kaam lo
is samay mein kaam lo
jisse mil gaya ho dil uska hanth tham lo
uska hanth tham lo
mast hoke do ghadi khud ko bhul jao ji
sawan ki raat hai
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
sawan ki raat hai
dil nahi to na sahi aankh to milao ji
sawan ki raat hai