Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Me Shole Nigaho Me Pani
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Vakil Babu (1982) | Anand Bakshi | ||||||
dil me shole nigaho me pani dil me shole nigaho me pani
dil me shole nigaho me pani dil me shole nigaho me pani
har tayaf ki hai ye kahani har tayaf ki hai ye kahani
dil me shole nigaho me pani dil me shole nigaho me pani
kitne unvan hai kitne tufan hai kitne unvan hai kitne tufan hai
nazo hai andaz hai saaj hai raaz hai
humsafar hai kai or ghar hai kai
khub hai dasta gujara hai bachpan kaha
or gujari kaha pe jawani or gujari kaha pe jawani
dil me shole nigaho me pani har tayaf ki hai ye kahani
is sahar me yahi kho gayi vo kahi is sahar me yahi kho gayi vo kahi
aaina dekh kar mujhko aayi nazer vo jo majbur thi fir bhi magrur thi
aaj kothe pe thi nachti hai vo hi
apne babul ki galiyo ki rani apne babul ki galiyo ki rani
dil me shole nigaho me pani har tayaf ki hai ye kahani
ye tayaf kahi paida hoti nahi ye tayaf kahi paida hoti nahi
banti hai badnasib hoti hai ye garib ya koi bewafa dete isko daga
chhod deta hai sath has ke bas ek raat
umar bhar roti hai ye diwani umar bhar roti hai ye diwani
dil me shole nigaho me pani dil me shole nigaho me pani
har tayaf ki hai ye kahani dil me shole nigaho me pani