Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Me Ek Jane Tamanna Ne Jagah Payi Hai
|
Mohammed Rafi | Sachin Dev Burman | ||||
Benazir (1964) | Shakeel Badayuni | ||||||
dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai
dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai
dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
aa gaya mere tassvur me koyee parda nashi
aa gaya mere tassvur me koyee parda nashi
aaj har chijh najar aane lagee mujhko hasin
kya kahu mai badi dil kash meree tanahayi hai
aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai
dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai
husn ke samne ishare wafa hai mushkil
husn ke samne ishare wafa hai mushkil
kash chupkar hee wo sunle meraa afsane dil
jisne ye pyar kee manjil mujhe dikhlayi hai
aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi ha
dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai