Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Me Aeji Dil Me
|
Mukesh Chand Mathur, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Meri Bhabhi (1968) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
dil me eji dil me koi rahta hai rahta hai
koun hai batlaao sapna hai ke apna hai eji dil
dil me eji dil me koi rahta hai rahta hai
koun hai batlaao sapna hai ke apna hai eji dil
dil me eji dil me vahi rahta hai rahta hai
jo koi apna hai aur jivan ka sapna hai eji dil
ye nain hamse hi magar hai kyu begane se
ye nain hamse hi magar hai kyu begane se
fasle badhte hai kyu aur karib aane se
kyu aur karib aane se
duri eji duri bas itni eji itni hai
fasla chaya ka apne tan se jitna hai eji dil
pyar me sharmai hansi ho mukh pe kafi hai
pyar me sharmai hansi ho mukh pe kafi hai
mil ke jhuk jaye to bas ek najar kafi hai
bas ek najar kafi hai
samjhe hum samjhe ye kahti ho kahti ho
tum khadi sharmao aur hamko muh takna hai eji dil
laaj to rakh logi adhuri si in bato ki
laaj to rakh logi adhuri si in bato ki
tod dogi janjir mulakato ki janjir mulakato ki
hay re meri mushkil tum kya jano kya jano
samne aana bhi ghunghat me bhi chupna hai eji dil
dil me eji dil me vahi rahta hai rahta hai
jo koi apna hai aur jivan ka sapna hai eji dil