Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Me Aa Gaya Koi
|
Suraiya | Naushad | Suraiya | |||
Deewana (1952) | Shakeel Badayuni | Romantic Songs | |||||
dil me aa gaya dil me aa gaya koi meri dunia me bahar
meri dunia me bahar banke cha gaya koi cha gaya koi

dil me aa gaya
man ke ban me dhum machi hai din aaye rangin
cham cham o cham cham hai cham cham
cham cham nache mera jiyra pyar ki baje been
dekho pyar ki baje been dil se mil gaye tar
wo dhun ga gaya koi dil se mil gaye tar
wo dhun ga gaya koi dil me aa gaya
dil me aa gaya koi meri dunia me bahar banke
cha gaya koi cha gaya koi dil me aa gaya
pyar hai aisa kanta jisme dono taraf hai tar

dekho o dekho o dekho ji idhar hai dil ke par
to udhar bhi dil ke par udhar bhi dil ke par
mai to ho gayi kisi ki mujhko bha gaya koi