Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Machal Raha Hai Rang Badal Raha Hai
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | R D Burman | ||||
Khalifa (1976) | Gulshan Bawra | ||||||
dil machal raha hai rang badal raha hai
dil machal raha hai rang badal raha hai
dil machal raha hai rang badal raha hai
aag dil me lagi tu bujha de naa
abhi sama nahi hai rang jama nahi hai
abhi sama nahi hai rang jama nahi hai
char din aur yu hi bita dena
dil machal raha hai rang badal raha hai
dil machal raha hai rang badal raha hai
ye berukhi kaisi
hain char din iss jindagi ke
do din javani ke hain woh to
aaja naa mil ke bitaye sanam
yeh dillagi chhodo
koyi hame agar hame dekh lega to
dar hai ki duniya ki najaro me
aise hi rusava naa ho jaye ham
kya karegi duniya jal maregi duniya
kya karegi duniya jal maregi duniya
tu jalan mere dil ki bujha dena
abhi sama nahi hai rang jama nahi hai
abhi sama nahi hai rang jama nahi hai
char din aur yu hi bita dena
dil machal raha hai rang badal raha hai
dil machal raha hai rang badal raha hai
aaungi doli me sajdhaj ke jab ghar piya ke kabhi
to kar lena ji bhar ke pure
tu araman jan-e-jan dil ke sabhi
dekho ye tanhayi jaane hame
phir milegi tu lag ja gale se
utha hai mohabbat kaa tufan dil me abhi
tu man ja sainya abb chhod de bainya
tu man ja sainya abb chhod de bainya
jage araman abhi to sula de naa
dil machal raha hai rang badal raha hai
dil machal raha hai rang badal raha hai
aag dil me lagi tu bujha de naa
abhi sama nahi hai rang jama nahi hai