Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Le Gaee Le Gaee
|
Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan | ||||
Laat Saab (1967) | Hasrat Jaipuri | ||||||
dil le gai le gai le gai ek chulbuli chulbuli najanin

mukhda aisa hai uss jhalim ka husn bhara hai sare alam ka

usske kajal bina nain kale aur kajal laga le toh kya ho
usske hathon me sukhi chaman ki aur mehendi laga le toh kya ho

itna gussa kare woh hasina aur nakhre hai us ki jawani
rang ata hai gore badan par jaise chandi pe sone ka pani

kitani najook hai woh chhui mui apane anchal se woh dab rahi hai
ek champa ki madhosh dali apane phulo se khud jhuk rahi hai