Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ko Teri Tasveer Se Bahlaye Hue Hai
|
Mohammed Rafi, Suraiya | Naushad | Raj Kapoor, Suraiya | |||
Dastan (1950) | Shakeel Badayuni | Romantic Songs | |||||
dil ko haye dil ko
dil ko teri tasveer se bahlaye hue hai
bahlaye hue hai
dil ko haye dil ko
ish ghar me hum ek chand ko
ish ghar me hum ek chand ko chamkaye hue hai
chamkaye hue hai
dil ko haye dil ko
ab kaun si daulat hai jo
ab kaun si daulat hai jo takdeer se mange
ulfat hi badi cheez thi
ulfat hi badi cheez thi jo paye hue hai
dil ko haye dil ko
dil ko teri tasveer se bahlaye hue hai
bahlaye hue hai
dil ko haye dil ko
jab tu hai khayalo me
jab tu hai khayalo me to duniya se hame kya
duniya se hame kya
duniya ko teri yaad me
duniya ko teri yaad me thukraye hue hai
dil ko haye dil ko
dil ko teri tasveer se bahlaye hue hai
bahlaye hue hai
dil ko haye dil ko
mitkar bhi naa daaman tera
mitkar bhi naa daaman tera haatho se chhutega
hum teri mohabbat ki
hum teri mohabbat ki kasam khaaye huye hai
dil ko haye dil ko
dil ko teri tasveer se bahlaye hue hai
bahlaye hue hai
dil ko haye dil ko