Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ko Lagaa Ke Humne
|
Uma Devi | Naushad | ||||
Anokhi Ada (1948) | Shakeel Badayuni | ||||||
dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya
chain gawaya
dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya
chain gawaya
gam ka fasana kya sunaye kah na paye ha ha
gam ka fasana kya sunaye kah na paye
ye bhi socha haye bhul ke ye bhi socha haye bhul ke
jis bewafa ko apna banaya hai wo praya
dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya
chain gawaya
aankho se dil khaye dhoke chup roke
aankho se dil khaye dhoke chup roke
ho ho duniya basi na haye pyar ki
o o duniya basi na haye pyar ki
bathe bithaye rog lagaya ji ko jalaya
dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya
chain gawaya
deke sahara mujhko jhutha tumne luta
ha ha deke sahara mujhko jhutha tumne luta
bhuli kahani haye chhed di bhuli kahani haye chhed di
mera fasana yaad aaye has ke rulaye
dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya
chain gawaya