Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Bana Lete Hai
|
Kumar Sanu | Anu Malik | Ramya, Shahrukh Khan | |||
Chaahat (1996) | Nida Fazli | Party Songs | |||||
taro me chamak phulo me rangat na rahegi
are kuch bhi na rahega agar mohabbat na rahegi
dil ki tanhai ko dil ki tanhai ko
aawaz bana lete hai
dard jab had se guzarta hai to gaa lete hai
dard jab had se guzarta hai to gaa lete hai
dil ki tanhai ko aawaz bana lete hai
dard jab had se guzarta hai to gaa lete hai
dard jab had se guzarta hai to gaa lete hai
ha gaa lete hai ha gaa lete hai
aapke shaher me hum le ke wafa aaye hai
muflisi me bhi amiri ki ada laye hai
muflisi me bhi amiri ki ada laye hai
jo bhi bhaata hai jo bhi bhaata hai
use apna bana lete hai
dard jab had se guzarta hai to gaa lete hai
dard jab had se guzarta hai to gaa lete hai
ha gaa lete hai ha gaa lete hai
haye hume yu dekhna aisa na ho badnam ho jaaye
ye mumkin hai isi ka kal mohabbat naam ho jaaye
husn waalo me ye mashhur hai aadat apni
har kisise kaha milti hai tabiyat apni
har kisise kaha milti hai tabiyat apni
pyar milta hai pyar milta hai
jaha sar ko jhuka lete hai
dard jab had se guzarta hai to gaa lete hai
dard jab had se guzarta hai to gaa lete hai
ha gaa lete haiha gaa lete hai
dil ki tanhai ko aawaz bana lete hai
dard jab had se guzarta hai to gaa lete hai