Lyrics of Dil Ki Tamanna Thi Masti Me Manzil Se (Duet) - दिल की तमन्ना थी मस्ती में मंज़िल से
ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
apna bhi koi sathi hota
apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte
ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte
ho dil ki tamanna
hote kahin hum aur tum, khwabo ki rangin vadi me gum

phir un khwabo ki vadi se, uthte aankhe malte malte
ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte
ho dil ki tamanna
hansti kami, gaate kadam, chalte nazare, chalte jo hum

rukte hum to ruk ruk jata, dhalta suraj dhalte dhalte
ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte
apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte
ho dil ki tamanna
aur shame gam banke agar dukh ke andhere karte safal

raaho ke deep khud ban jate pyar bhare dil jalte jalte