Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ki Shikayat Najar Ke Shikave
|
Lata Mangeshkar | Roshan | ||||
Chandani Chowk (1954) | Shailendra | ||||||
dil kee shikayat najar ke shikave
ek juban aur lakh baya
chhupa sako na dikha saku
mere dil ke dard bhi huye jawan
chand hansa tare chamke
aur mast hawa jab ithalai
chupti phiri na jane kyu main
janey kyun main sharmai tere siwa hai koun
jo samajhe kya gujaree mujhpar yaha
chhupa sako na dikha saku
mere dil ke dard bhi huye jawan
sapno me bhee ham mil naa sake
nind bhee tere sath gayi
sawan aag laga key chal diya
ro ro ke barsat gayi
main apni takdir pe royi
mujhpe hansa bedard jaha
chhupa sako na dikha saku
mere dil ke dard bhi huye jawan
thode likhe ko bahut samajh lo
naye nahi ye afsane
dil majbur bhar aata hai
chhalak uthe hai paimane
khat me jahan aansu tapka hai
likha hai maine pyar waha
chhupa sako na dikha saku
mere dil ke dard bhi huye jawan