The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Dil Ki Duniya Me
0
Asha Bhosle Nazar Hussain
Kashish (Album) (0) Qamar Jalalvi
Lyrics of Dil Ki Duniya Me - दिल ही दिल में सुलग के बुझे हम

dil hi dil me sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
dil hi dil me sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
tum se kaun si aash bandhi thi
tum se rahe hum dur hi dur
dil hi dil me sulag ke bujhe hum

tumne humko jab bhi dekha
shukr balab the ya khamosh
tumne humko jab bhi dekha
shukr balab the ya khamosh
yu to aksar roye chhup chhup
kam kam dur hi dur
dil hi dil me sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
dil hi dil me sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
dil hi dil me sulag ke bujhe hum

ek man ke unki jara si
baat gawara kar na sake
ek man ki unki jara si
baar gawara kar na sake
hai ye hal ki yad me unke
roye par hum dur hi dur
dil hi dil me sulag ke bujhe hum

tar ke talab pe khush the ki aakhir
kam liya dana ise
tar ke talab pe khush the ki aakhir
kam liya sana ise
kisko khabar hai jalte rahe tum
jalte rahe hum dur hi dur
dil hi dil me sulag ke bujhe hum
aur sahe gam dur hi dur
tum se kaun si aash bandhi thi
tum se rahe hum dur hi dur
dil hi dil me sulag ke bujhe hum