The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Dil Ki Dhadkan Hai Ya Goliyo Ka Shor Hai
0
Lucky Ali Anand Raj Anand Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Amitabh Bachchan
Kaante (2002) Dev Kohli
Lyrics of Dil Ki Dhadkan Hai Ya Goliyo Ka Shor Hai - दिल की धड़कन है या गोलियों का शोर है

dil ki dhadkan hai ya goliyo ka shor hai
fasle ho jaye na najdik, aa ja mila le dil jala le jindagi ko
naa jane kabhi milenge ye nasib
dil me to chain nahi, rain nahi, sain nahi
yeh sawal to khayi jaye
jina toh maut na jane kab aayega
kise bulake ye kise le jayega
maut, jine ke liye jaruri hai ye
maut, kaise ban gayi majburi hai ye
maut, lamhe ruk jate jab ye aati
maut, sanso ko baho me leke jati

jinda hoke mar gaya, mai marke jinda ho gaya
dil ki dhadkan me yeh jindagi ka shor hai
dil manate yeh shak hai abhi
har sawal jawab ka fijul hai
yeh khayal to kar le koi
jina dushwar hai, pyar hai, yar hai
mardo ko yeh do rahe dikhaye
jina to jina hai, marna hai toh marna hai
jis kaa wakt aaya hai usiko chale jana hai
maut, sirf raahe badal jate hai
maut, naye daur khul jate hai
maut, lena dena tab pata chalta hai
maut, kamai ka harjana milta hai

bekhabar hai sawal yeh nishan hai
mil jaye jo woh hai nasib
jina tufani hai, baki sab bayani hai
jhuth leke jati hai jindagi
mera bulava hai, ye jindagi ka dava hai
mujhe bulaye ye tujhe bhi bulaye, banke hawa muskuraye
meri maut, teri maut, isaki uski sab ki bas
maut, jine ke liye jaruri hai ye
maut, kaise ban gayi majburi hai ye
maut, lamhe ruk jate jab ye aati
maut, sanso ko baho me leke jati

maut, sirf raahe badal jate hai
maut, naye daur khul jate hai
maut, lena dena tab pata chalta hai
maut, kamai kaa harjana milta hai
maut