Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ki Adalat Pyar Ka Mukadama
|
Mohammed Aziz, Sadhana Sargam | Rajesh Roshan | ||||
Kabzaa (1988) | Anand Bakshi | ||||||
dil ki adalat pyar kaa mukadama
dekho vakil babu ban gaye balma
padh ke kisi ke pyar ka kalma
dekho vakil babu ban gaye balma
dekho vakil babu ban gaye balma
chehara kitabi aankhe sharabi
ye hai meri hone vali bhabhi
chehara kitabi aankhe sharabi
ye hai meri hone vali bhabhi
achchha hai sab kuchh bas ik kharabi
ab to chalega pyar ka jadu
ab to chalegi inki vakalat
dil ki adalat pyar kaa mukadama
dekho vakil babu ban gaye balma
dekho vakil babu ban gaye balma
kab pyar khela aankh michauli
kab rup baitha naino ki doli
kaise kaha mile do hamjoli
do char din pahle kuchh bhi nahi tha
do char din me aayi kayamat
dil ki adalat pyar kaa mukadama
dekho vakil babu ban gaye balma
dekho vakil babu ban gaye balma
is din ko kitani tarasi ye ankhiya
rab se duwa ham ye mangate hai
is din ko kitani tarasi ye ankhiya
rab se duwa ham ye mangate hain
rab rahe ye jodi salamat
dil ki adalat pyar kaa mukadama
dekho vakil babu ban gaye balma
dekho vakil babu ban gaye balma