Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Dil Ke Sheesh Mahal Me
|
Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali | Ghulam Mohammad | Nargis, Raj Kapoor | |||
Amber (1952) | Shakeel Badayuni | Romantic Songs | |||||
dil ke shish mahal me aaya ek matwala chor

nain milakar nain se jisne
nain milakar nain se jisne bandh li pyar ki dor ho
nain milakar nain se jisne bandh li pyar ki dor ho
dil ke shish mahal me aaya ek matwala chor
khali gaya na husn ki pahli najar ka war
aise chalaye teer ke dil kar liya shikar
mile hai dil se dil haye mile hai dil se dil haye
mile hai dil se dil milne ki surat
ho to aisi ho ho to aisi ho koi jane na pahchane
mohabbat mohabbat ho to aisi ho
koi jane na pahchane mohabbat ho to aisi ho

chanda ki nagri se ud ke aaya ek chakor ho
nain milakar nain se jisne bandh li pyar ki dor ho
dil ke shish mahal me aaya ek matwala chor
lakho mai khusnasib wahi hai jahan me
mehman banke aaye jo dil ke makan me
jale ek aag me dono jale ek aag me dono
jale ek aag me dono ki halat ho to aisi ho ho to aisi ho
koi jane na pahchane mohabbat mohabbat ho to aisi ho
koi jane na pahchane mohabbat ho to aisi ho
koi jane na pahchane mohabbat ho to aisi ho
koi jane na pahchane mohabbat ho to aisi ho
cham cham karti aayi dulahaniya apne piya ki or ho